Jaane meri jaaneman Bachpan ka pyaar mera Bhool nahi jaana re
Jaisa mera pyaar hai Jaan tujhe kiya hai Bachpan ka pyaar mera Bhool nahi jaana re

I gave my love to you Cos you are one of a kind girl Always on my mind girl I don’t know what to do
Haan chehre se tere Jaane na doon hasi Aur aankhon se teri Aansu naa aane doon
Mujhko bata mere bina tu kya karegi Kiski baahon mein jaa ke aahein tu bharegi Mujhko fikar nahi yeh duniya kya kahegi Tu hi thi, tu hi hai, tu hi rahegi
Jaane meri jaaneman Bachpan ka pyaar mera Bhool nahi jaana re
Jaisa mera pyaar hai Jaan tujhe kiya hai Bachpan ka pyaar mera Bhool nahi jaana re
Tere aashiq ke dil se Koyi rule saccha nahi Humein for granted lena Bilkul bhi acha nahi
Galti se bhi kho baitha Tujhko toh mar jaunga Pyaar mera bacchon wala hai Par main baccha nahi
Deke ik vaada jo kiya Main woh nibhaungi Chhod ke tujhko kabhi Kahin na jaungi
Tu soch bhi nai sakta jo Main woh kar jaungi Door huyi tujhse to Main bhi mar jaungi
Jaane meri jaaneman Bachpan ka pyaar mera Door huyi tujhse toh Main bhi mar jaungi
Jaan tujhe kiya hai Bachpan ka pyaar mera Bhool nahi jaana re