Hawayein – Arijit Singh (from “Jab Harry met Sejal” soundtrack)
By
Tujhko… main rakh loon wahaan Jahaan pe kahin Hai mera yaqeen
Main jo… tera naa huaa Kisi ka nahin Kisi ka nahin
Le jaayein jaane kahaan Hawayein, hawayein Le jaayein tujhe kahaan Hawayein, hawayein
Begaani hai yeh baaghi Hawayein, hawayein Le jaaye mujhe kahan Hawayein, hawayein
Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar Na tujhko pataa
O
Banaati hai jo tu Woh yaadein jaane sang mere kab tak chale Inhi mein to meri Subah bhi dhalein Shamein dhalein Mausam dhalein
Khayalon ka shehar Tu jaane tere hone se hi aabaad hai Hawayein haatho mein Wohi hai aate jaate jo tera naam le
Deti hain jo sadayein Hawayein, hawayein Na jaane kya batayein Hawayein, hawayein Le jaaye tujhe kahaan Hawayein, hawayein Le jaaye mujhe kahaan Hawayein, hawayein
Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar Naa tujhko pataa
O
Chehra.. kyun milta tera Yun khwabon se mere Ye kya raaz hai? Kal bhi.. meri na thi tu Naa hogi tu Kal Meri aaj hai
Teri hai meri, saari wafayein wafayein Maangi hai tere liye duaayein duaayein Le jaaye tujhe kahaan.. hawayein, hawayein Le jaaye mujhe kahaan.. hawayein, hawayein
Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein) Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein) Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein) Le jaaye mujhe kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein) Le jaaye mujhe kahaan (hawayein hawayein)