Heeriye – Arijit Singh & Shreya Ghoshal (from “Happy Hardy And Heer” soundtrack)

Aa…

Aa… de re na…
Aa…

Hai ishq mera sarfira fasana
Hai ishq mera sarfira fasana
O heeriye meri sun zara
Hai ishq mera sarfira fasana

Ishq mazhab jaise Khuda
Ishq nishbat jaise duaa

O heeriye meri sun zara
Hai ishq mera sarfira fasana
Hai ishq mera sarfira fasana

Teri aankhon mein hum apni zindagi ka
Har ek sapna dekhte hain o raanjhanaa

O heeriye meri sun zara
Hai ishq mera sarfira fasana
Hai ishq mera sarfira fasana

Aa… o…

Ashqon mein teri khushiyan
Pal mein bas beeti sadiyan
Din si ye lagti ratiya
Khhati meethi ye batiyan

Saba saba mein tu hai
Hawa hawa mein tu hai
Ghata ghata mein tu hai
Mere Khuda, mere Khuda, mere Khuda…

Ishq qudrat jaise fanaa
Ishq tohmat jaise sazaa

O heeriye meri sun zara
Hai ishq mera sarfira fasana
Hai ishq mera sarfira fasana
O heeriye meri sun zara
Hai ishq mera sarfira fasana
www.pillowlyrics.com
error419786
fb-share-icon497975
Tweet 88k
fb-share-icon20