Ishq Samundar – Arjun Kanungo & King

Tujh jaisa nagina
Hazaro me bhi dhundha mujhe mila hai kahin na
Main dekhu jab baal paseeno me bheege hue aur aankh chamakti nagina

Usse roz dhundhu, Mila de!
Banjar zameen pe, Khila de!
Phulo si bahaao se apni
Mujhko gale woh lagale!

Meri jaan deewangi, Meri dekhi abhi kahan?
Kabhi mujhko tu mauka de, aur dekhle fir maza!
Tu nachdi
Thamti na
Mera mushkil karde jeena

Hojaye chal Choo Mantar
Rahe na koi antar
Tu pass ho mere, jhoome saari raat, Chandni odh bahao me
Ishq Samundar, Ishq Samundar, Samundar, Ishq Samundar!
Habibi Get down Low!

Yuhi karti raho!
Habibi Get down Low!
Yuhi karti raho!
Hojaye chal Choo Mantar
Rahe na koi antar!
Choo Mantar
Rahe na koi antar!

Kehti…
Kehti
Tu baato ke jo khelta khel
Hunar yeh main tujhse hi seekhungi
Aur jab hoothoon se yeh hooth milenge
Iss baar toh main bhi jaana aankhein na meechungi
Sharam kar hum bhi toh baithe akele!
Sitam kar tu hi kyu husno se khele?
Jo teeke meri aankhien zameen pe na bhul tujhko ki humne bhi khele yeh khelein!

Oo, Jab deedar hua tera pehli dafa meri jaag uthi hasti
Fir maine socha kyu na tumko tadpaaye
Oo, Pehli baar hua hai aisa ki hum nahi soch ke sharmaye
Ki jab hum tumko chooye toh haath kidhar jaaye?

Hojaye chal Choo Mantar
Rahe na koi antar!
Tu pass ho mere, jhoome saari raat, Chandni odh bahao me
Ishq Samundar, Samundar, Samundar, Samundar!
Habibi Get down Low!

Ishq Samundar!
Samundar!
Samundar!
Yuhi karti raho!
Ishq Samundar!
Samundar!
Samundar!
Habibi get down low!
Ishq Samundar!
Samundar!
Samundar!
I can’t take it anymore!
Ishq Samundar!
Samundar!
Samundar!
Prrrrrraaaahhhhhh!
www.pillowlyrics.com
error419786
fb-share-icon497975
Tweet 88k
fb-share-icon20