Chhupa bhi na sakenge Bata bhi na sakenge Huve hain yun tere pyar mein pagal piya
Jo tere na huve toh Kisi ke na rahenge Ki ab na kisi aur se laage jiya
Hazaaron mein kisi ko taqdeer aisi Mili hai ik Ranjha aur Heer jaisi
Na jaane ye zamaana Kyun chaahe re mitaana Kalank nahi ishq hai kaajal piya Kalank nahi ishq hai kaajal piya
Thokar pe duniya hai gharbaar hai Dil mein jo dilbar ka darbaar hai Sajde mein baithe hain jitni dafa Woh meri mannat mein har baar hai
Usi ka ab le rahe hain Naam hum toh saanson ki jagah Kyun jaane ik din bhi laage Humko barah-maason ki tarah
Jo apna hai saara sajaniya pe waara Na thame re kisi aur ka aanchal piya
Hazaaron mein kisi ko taqdeer aisi Mili hai ik Ranjha aur Heer jaisi
Na jaane ye zamaana Kyun chaahe re mitaana Kalank nahi ishq hai kaajal piya Kalank nahi ishq hai kaajal piya
Main tera, main tera, main tera, main tera Main tera, main tera, main tera, main tera Main gehra tamas tu sunehra savera Main tera o, main tera Musaafir main bhatka tu mera basera Main tera o.. main tera
Tu jugnu chamakta Main jungle ghanera Main tera aa… O piya main tera, main tera, main tera Ho… main tera Ho… main tera, main tera, main tera O…