Khuda Hai Tere Andar – Arijit Singh (from “Ghayal Once Again” soundtrack)
By
as ek chingari.. se aag lagti hai Wo chingari toh soyi hai tere hi seene mein Zamana jaisa hai usey waisa hi rehne de Batao na mazaa hi kya hai aise jeene mein
Bas ek chingari.. se aag lagti hai Wo chingari toh soyi hai tere hi seene mein Karta hai kyun shikayatein Pehle sudhaar aadatein Ik ik boond se hi banta hai samandar Khud pehla kadam uthaa Khud apni kasam tu khaa Tujhko pata nahi Khuda hai tere andar
Nakamiyon ke bahaane hazaron hai Kiska kusoor kahein Par zimmedari humaari bhi banti hai Itna zaroor kahein Jo ho raha hai aankhon ke aage hai Nazrein kyun pher lein hum
Apne iraadon se manzar badalne ka Sar pe suroor rahe Mere yaara mere yaara sun le Dil ki pukaar zaraa
Sacchaiyan saari nazdeek hain tere Jo dhoonde tu milengi wo tujhe aaine mein Zamana jaisa hai usey waisa hi rehne de Batao na mazaa hi kya hai aise jeene mein
Karta hai kyun shiqayatein Pehle sudhaar aadatein Ik ik boond se hi banta hai samandar Khud pehla kadam uthaa Khud apni kasam tu khaa Tujhko pata nahi Khuda hai tere andar Tujhko pata nahi Khuda hai tere andar Tujhko pata nahi Khuda hai tere andar