Inki nazar mein talibaan musalman Inki nazar mein be-emaan musalman Inki nazar mein gunah gaar musalman Inki nazar mein bekaaar musalman Inki nazar mein bura banda musalman Inki nazar mein kitna ganda musalman Aray tohmt lagana purana inka kaam Zara ghour se to sun kon hai musalman Pehla dunya pe aya insan musalman Dunya ka tha pehla science daan musalman Aik deen aik rub hai pehchaan musalman Ath sou hokumat k hukmaraan musalman Jis pe nazil hua quran musalman Jis k liye bna diye do jahaan musalman Baray bahadur dalair aik jaan musalman Dekh kitna samajhna asaan musalman
Kehta islam karo sub ache kaam Mile ga tumhen zaror akharat mein inaam [x4]
Subuh ka savera ya ho raat ka andhaira Aik he bat ne mujhe charon taraf se hai ghaira Aakhir kb tk ab main gham sahon? Shayad aa gaya hai waqt kuch ab main kahoon! Aakhir q musalman nishana inka banta? Aakhir kyun herr drown musalmanoun pe hi girta Akhir kya hai wajah kyun hm se itna darte? Akhir kyun terrorist keh k hamein yeh pakarty Aray! aray! hm nahen aise Lekin hamari wajah se tm pairon pe khare Yaad karo jis ne kia tha ilm shuru Jis ko khud he tm kehte ho chemistry ka guru Han Nam jis ka tha jabir bin hayyan Han Wo b tha musalmaaan Aur kitna karain ab tm pr hm ehsaaan Jaani jao kia hai han shaan-e-musalman
Kehta islam karo sub ache kaam Mile ga tumhen zaror akharat mein inaam [x4]
Banda hai nishana yaan pe koi na thikana Anjaam apna socho salo sub ne mrr mit jana Isi liye main ne dil ki bat krdi Jo bhe sachai hai sub k samne rakh di Ab to khud ye btaa kis ka kia rutbaaa Kon acha hai yahan pe kon nikla bura Agar batein meri sun k tuu sochon mein betha To jaa bhi jaa Jaa doob mrr jaa Main bhe chahta teri tarah utha leta hathyaar Lekin deen mera kehta karo sub se tm pyar Ye tu dekh mere deen ki pyari batein Dil ko choo jati hain iski saari batein Main ne samne betha k tujhe sub samjhaya Main ne hawalay bhi de k tujhe sub kuch btaya Ab tu jaan ja kaafir kya hai teri auqat Aur dimaag mein betha le meri aik aik baat
Kehta islam karo sub ache kaam Mile ga tumhen zaror akharat mein inaam [x4]