Main Bhi Nahin Soya – Arijit Singh (from “Student Of The Year 2” soundtrack)

Channa chakoreyan di
Gallan batheryaan di
Assan qisse kas lay si
Kole baithe hans lay si

Ainvein tennu chumm ke seki
Kosi kosi loyi re

Main bhi nahin soya, Tu bhi nahin soyi re
Main bhi nahin soya, Tu bhi nahin soyi re
Main bhi nahi soya, Tu bhi nahi soyi re
Main bhi nahi soya,
Tu bhi nahi soyi soyi soyi re
Main bhi nahin soya tu bhi nahin soyi re

Aise dheere dheere se saanson mein
Kya chubhta hai bataa
Khaali khaali seena hai
Phir itna kyun dukhta hai bataa

Qismat ne khenchi re
Aisi laqeerein re
Sab mera chheen ke re
Chhupta hai Rab kyun ye
Aisa bhi kya khel kisi se
Khelta hai koyi re

Main bhi nahin soya, Tu bhi nahin soyi re
Main bhi nahin soya, Tu bhi nahin soyi re
Main bhi nahi soya, Tu bhi nahi soyi re
Main bhi nahi soya,
Tu bhi nahi soyi soyi soyi re
Main bhi nahin soya tu bhi nahin soyi re

Eh ki hoya ki kariye
Pheeki pheeki baatein saariya
Tu hi bol ki kariye
Baasi baasi umraan saariya
Badli ghaneriya ve…
Raate haneriya ve

Seh bhi leta ye judaai
Kaise seh loon tanhaai
Tere jhoothe ishq mein maine
Yaariyan bhi khoyi re

Main bhi nahin soya, Tu bhi nahin soyi re
Main bhi nahin soya, Tu bhi nahin soyi re
Main bhi nahi soya, Tu bhi nahi soyi re
Main bhi nahi soya,
Tu bhi nahi soyi soyi soyi re
Main bhi nahin soya, tu bhi nahin soyi re
www.pillowlyrics.com
error419786
fb-share-icon497975
Tweet 88k
fb-share-icon20