Manzar Lounge – Arijit Singh

Rishton ke saare manzar
Chup-chap dekhta hoon
Reshton ke saare manzar
Chup-chap dekhta hoon
Haathon mein sab ke khanjar
Haathon mein sab ke khanjar
Chup-chap dekhta hoon
Rishton ke saare manzar
Chup-chap dekhta hoon

Jis mein pala hai mere
Bachpan ka lamha lamha
Jis mein pala hai mere
Bachpan ka lamha lamha
Jis mein pala hai mere
Bachpan ka lamha lamha
Ujhda huaa sa wo ghar
Chup-chap dekhta hoon
Ujda huaa sa wo ghar
Chup-chap dekhta hoon
Haathon mein sab ke khanjar
Haathon mein sab ke khanjar
Chup-chap dekhta hoon
Riston ke saare manzar
Chup-chap dekhta hoon

Darta hai kitne tohmat
Mujhpe wajood mera
Darta hai kitne tohmat
Mujhpe wajood mera
Darta hai kitne tohmat
Mujhpe wajood mera
Jab ki main dil ke andar
Chup-chap dekhta hoon
Jab ki main dil ke andar
Chup-chap dekhta hoon
Haatho mein sab ke khanjar
Haatho mein sab ke khanjar
Chup-chap dekhta hoon
Riston ke saare manzar
Chup-chap dekhta hoon

Wo reh guzar kabhi jo
Manzil ki iptada thi
Wo reh guzar kabhi jo
Manzil ki iptada thi
Wo reh guzar kabhi jo
Manzil ki iptada thi
Usko main ab palat kar
Chup chap dekhta hoon
Usko main ab palat kar
Chup chap dekhta hoon
Hathon mein sab ke khanzar
Hathon mein sab ke khanzar
Chupa chap dekhta hoon
Rishton ke saare manzar
Chup chap dekhta hoon
www.pillowlyrics.com
error419786
fb-share-icon497975
Tweet 88k
fb-share-icon20