Ishq mein ratjage Hain hone ab lage Kare ye dil kya Tu hai mehram mera Mein bas hun tera To Mushkil kya Tujhko khud mein utaar lun Jaise seene mein saansein Bin tere andar hi andar Gadti hain mere faasein
Tu, tu yaara mera dil Tu yaara meri jaan Tu har armaan Haan tu sang hain mere Main Shukre Khuda Main sajde kara
Chandasa Mukhda tera Aise aankhon mein bhara Jaise hothon pe dhara tera naam Bin tere na din uga Na to raaton ka paata Sari duniya mein sham hi sham Tere sang sang chali gayi Mere hasne ki baatein Meri aankhon ke niche ab Aagayi Kaali raatein
Tu, tu yaara mera dil Tu yaara meri jaan Tu har armaan Haan tu sang hain mere Main Shukre Khuda Main sajde kara
Channa Ve teri yaad sataye Channa Ve mujhe chain na aaye Channa Ve tu jo laut ke aaye To dil mera shukar manaye Aajave meri dhoopo ke saaye Aajave mujhe meh jalaye Aajave mujhe hizar mitaye Mile to mujhe sab miljaye