Saawariya – Aastha Gill

Dekh ke tujhko
Dil bole haaye haaye
Tere bin haal mera
Bura hota jaaye jaaye

Thodi shararati main
Tu bhi thoda shy shy
Tere liye bakiyon ko
Kiya maine bye

Aisa kaisa pyaar kar liya
Ho saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya

Saawariya aa aa
Saawariya aa aa aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya

Tujhpe aake naina mere jaam ho gaye
Haan tujhpe aake naina mere jaam ho gaye
Samajh mein na aaye aise kaam ho gaye

Naam bahut tha tere sar ki kasam sajan
Saiyan pade jo tere pyaar mein
Badnaam ho gaye

Haaye reh liya duniya se
Bada darr darr ke
Dekhun main bhi zara
Hadh se guzar ke

Sab kuchh tere naam kar diya ho
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya

Saawariya aa aa
Saawariya aa aa aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya

Dhadke dil yeh jab ude tera aanchal
Jaadu kare teri aankhon ka kajal
Dekh ke tujhko hua jaaun pagal
Na jaane kab barsega yeh baadal

Kuch to hua mujhe
Aankh jab tujhse ladi
Teri deewangi bhi
Sar pe mere chadhi

Main bhi hoon zid pe ada
Tu bhi hai zid pe adi
Kisi ne bhi na badhai
Baat yeh khud se badhi

Yeh ishq sareaam kar liya
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya

Saawariya aa aa
Saawariya aa aa aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya
Saawariya saawariya
www.pillowlyrics.com
error419786
fb-share-icon497975
Tweet 88k
fb-share-icon20