Sawan Aaya Hai (Acoustic) – Tony Kakkar & Neha Kakkar (originally by Arijit Singh)By Humko yeh bataoDoor kaise tum rehte hoKaise judaai kaGham yaara tum sehte hoHum tanha mar jayengeYaara teri yaad meinDekho bheege hai kitnaAshqon ki barsat meinZakham dikhaun kaise dil ke mereLogon ne kitna sataya haiMujhe na aur rulana tuSawan aaya haiMere dardon ko mitana tuSawan aaya haiSabse chhupa ke tujhe seene se lagana haiPyar me tere hadh se guzar jaana haiItna pyaar kisi pe pehli baar aaya haiMohabbat barsa dena tuSawan aaya hai…Dil yeh dhadakta haiTere dil ke hi dhadakne seHum bhi tadapte haiYaar tere hi thadapne seIshq mein dooba dooba hunMujhko na ab hosh haiYaar zameen ke ishq meinAasman behosh haiKaise dikhaun ab junoon ye meraTere ishq ne pagal banaya haiDil nahi aur dukhana tuSawan aaya haiTere bhi zakham dikhana tuSawan aaya haiTumse door rehnaEk saza hai majburi haiMeri zindagi tohYaar tere bin adhuri haiLog toh kya kya kehte haiDil seh seh ke rota haiKaise tumko bataunMere sath sanam kya hota haiApne paraye hone lage hainJab se tumko apna banaya haiHamesha saath nibhana tuSawan aaya haiTere aur mere milne kaMausam aaya hai www.pillowlyrics.com419786497975 88k 20