Aai jo teri yaad tanhaai mein Aai jo teri yaad tanhaai mein Aankhein barasti rahin aksar judai mein Aai jo teri yaad tanhaai mein Tanhaai… Aai jo teri yaad tanhaai mein
Veeraniyan, parchaiyan Tadpa gai ruswaaiyan… Saanson mein ghulti Saansein woh teri Lauta de mujhko Raatein woh meri Mehsoos karta hoon Tu har kahin hai Par tu nahin hai
Jeena lage saza ruswaai mein Jeena lage saza ruswaai mein Tanhaai… Aai jo teri yaad tanhaai mein
Aisi adaa sabse juda Dekhi nahin o bewafa Mere jism-o-jaan mein Tera hi junoon hai Chheena kyun tune mera yeh sukun hai Hasrat mein teri main jal raha hoon Main jal raha hoon
Roya hoon teri is bewafai mein Roya hoon teri is bewafai mein Aankhein barasti rahin aksar judai mein Aai jo teri yaad tanhaai mein Aai jo teri yaad tanhaai mein