Tere Nashe Mein Choor – Gajendra Verma

Ik Mujhko To Teri Talabh Si Hai
Aur Is Mausam Ne Aag Lagayi
Tujhe Choone Ki Zidd Bhi Gazab Si Hai
Mere Dil Mein Kyun Mache Tabahi

Bhula Ke Tu Gham Ko Apne Ab To Hosh Khone Do
Roko Na Khud Ko Jo Bhi Hota Hai Aaj Hone Do
Tere Hothon Ko Choo Ke Main

Tere Nashe Mein Hun Choor, Choor
Tere Nashe Mein Hun Choor, Choor

Ye Kaisa Asar Hai Tera Mujh Pe
Koi Jaadu Hai, Samjhu Na… O
Tu Jitna Bhi Kareeb Aati Hai
Utna Mushkil Hai, Na Choo Na

Is Lamhe Mein Jo Mange De Dunga
Vaise Jaan Maine Tujhpe Lutayai
Dil Naajuk Sa Hai Mera Jaane Jaan
Bas Tu Karna Na Laparwahi

Bhula Ke Tu Gham Ko Apne Ab To Hosh Khone Do
Roko Na Khud Ko Jo Bhi Hota Hai Aaj Hone Do
Tere Hothon Ko Choo Ke Main

Tere Nashe Mein Hun Choor, Choor
Tere Nashe Mein Hun Choor, Choor

Bhula Ke Tu Gham Ko Apne Ab To Hosh Khone Do
Roko Na Khud Ko Jo Bhi Hota Hai Aaj Hone Do
Tere Hothon Ko Choo Ke Main

Tere Nashe Mein Hun Choor, Choor
Tere Nashe Mein Hun Choor, Choor
www.pillowlyrics.com
error419786
fb-share-icon497975
Tweet 88k
fb-share-icon20