Tu kaun hai, tu hai nasha Tu hai zeher, tu hai dawa Yeh chahatein, yeh chahatein Main hu dhuaan, tu aag hai
Tu thi kabhi, meri kahan Mazak hai yeh pyaar ka Yeh chahatein hai aafatein Hume yuhi dooba rahe
Tu na jachdi mujhe but I want you Hai galat tere saath sahi kyu? Har raat farebi yeh baatein Subah hote hi pal yeh bane
Dhuaan
Pyaar nahi yeh bekar hai Saturday ka yeh bukhaar hai Subah chaar baje wala pyaar hai
Hu main khud se khafa Bewafa, bewafa
Main kaun hu tere bina Main bewafa tu hai wajah Yeh chahatein yeh chahatein Main na raha bas yeh rahe
Main hu bura tu pari kahan? Mohabbat nahi yeh daag tha Yeh chahatein hai aafatien Tabahiyan yeh chahatein
Pyaar nahi yeh bekar hai Saturday ka yeh bukhaar hai Subah chaar baje wala pyaar hai Tere jaise mere chaar hai Saturday ka yeh bukhaar hai Subah chaar baje wala pyaar hai