Yaadon mai tu hai Haan bas tu he Kaise yeh jaadoo kiya Hoon mai adhoori Tu hi zaroori Bin tere lagge na jiya Nasha sa teri aakhon mai baaton mai Tu jeene ki vajah Mazza na inn sooni sooni raaton mai Aaja na yun na tadpa
Tum hum aur hum tum Ho jaye kahin ghum mahiya Mai tere bina ghum sum Najane tunne aisa kya kiya Tum hum aur hum tum Ho jaye kahin ghum mahiya Mai tere bina ghum sum Najane tunne aisa kya kiya
Jau na kabhi tujhe chodke sajna Ek pal ke liye bhi door Tere saath mujhe hai chalna Jahan jahan le jaaye tu Mai khoyi khoyi hoon Na soyi soyi hoon Jab se tu hai milla Chupa kahan tha tu Zara bata de tu Tujhpe rahoon mai fidaa Nasha sa teri aakhon mai baaton mai Tu jeene ki vajah Mazza na inn sooni sooni raaton mai Aaja na yun na tadpa
Tum hum aur hum tum Ho jaye kahin ghum mahiya (Mahiya) Mai tere bina ghum sum Najane tunne aisa kya kiya Tum hum aur hum tum Ho jaye kahin ghum mahiya Mai tere bina ghum sum Najane tunne aisa kya kiya
Kaisi hai yeh betaabiyaan Badne do nazdeekiyaan Tere bina har lamha Kaise jiyu mai tu bata
Tum hum aur hum tum Ho jaye kahin ghum mahiya Mai tere bina ghum sum Najane tunne aisa kya kiya Tum hum aur hum tum Ho jaye kahin ghum mahiya Mai tere bina ghum sum Najane tunne aisa kya kiya