Badla nahi hai kuch bhi Yunhi khamakha Koi to hai wajah suno Thehri hoon main to Chalta jaaye rasta Jaadu hai har jagah suno
Tu jo mere saath hai Pal pal nayi baat hai Khawabon mein hai tu mere Yaa sach mein hai saamne chehra tera
Jise kehte pyar hai Hua tumse pyar hai Hmm.. jise kehte pyar hai Hua tumse yaar hai
(sargam..)
Kyun mere sar pe Lag pada udne Yeh patangon sa aasmaan Inn hawaaon mein Hai ishq tera Mehsoos maine kar liya
Aane se tere dhadke hai dil ye mere Satho mein bhi, saasn hai Haan aisi thi zindagi pehle kahaan
Jise kehte pyar hai Hua tumse yaar hai Ho.. jise kehte pyar hai Hua tumse yaar hai
Ye sabhi mausam ho rahe apne Kal talak the jo ajnabi Ye safar yunhi le chala aage Peeche ab raahein na rahi
Saari khwahishein Dil ki ye farmaishein Tune suni iss tarah Koi dua jis tarah sunle khuda
Jise kehte pyaar hain Huaa tumse yaar hai Ho.. jise kehte pyaar hai Huaa tumse yaar hai Wo.. jisey kehte pyar hai Hua tumse yaar hai Hua tumse yaar hai